Mere Desh Ki Dharti: India Songs


...

Lyrics

Mere desh ki dharti O mere desh ki dharti sona ugle Ugle heere moti, mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti sona ugle Ugle heere moti, mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Bailon ke gale mein jab ghungharu Jeevan ka raag sunaate hain Jeevan ka raag sunaate hain Gham koson door ho jata hai Khushiyon ke kanval muskaate hain Khushiyon ke kanval muskaate hain Sun ke rehat ki aawaazein Sun ke rahat ki aawaazein Yun lage kahin shehnaai baje Yun lage kahin shehnaai baje Aate hi mast baharon ke Dulhan ki tarah har khet saje Dulhan ki tarah har khet saje O mere desh ki dharti O mere desh ki dharti sona ugle Ugle heere moti, o mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Jab chalte hain is dharati pe hal Mamta angdaaiyaan leti hai Mamta angdaaiyaan leti hai Kyun na pooje is maati ko Jo jeevan ka sukh deti hai Jo jeevan ka sukh deti hai Is dharti pe jisne janam liya Is dharti pe jisne janam liya Usne hi paya pyaar tera Usne hi paya pyaar tera Yahan apna paraya koi nahin Yahan apna paraya koi nahin Hai sab pe hai Maa upkaar tera Hai sab pe hai Maa upkaar tera Mere desh ki dharti O mere desh ki dharti sona ugle Ugle heere moti, mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Yeh baag hai Gautam Nanak ka Khilte hain aman ke phool yahan Khilte hain aman ke phool yahan Gaandhi, Subhash Gaandhi, Subhash, Tagore, Tilak Aise hain chaman ke phool yahan Aise hain chaman ke phool yahan Rang hara hari Singh Nalve se.. Rang laal hai Lal Bahadur se Rang bana basanti Bhagat Singh Rang bana basanti Bhagat Singh Rang aman ka veer Jawahar se Rang aman ka veer Jawahar se Mere desh ki dharti O mere desh ki dharti sona ugle Ugle heere moti, mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti sona ugle Ugle heere moti, mere desh ki dharti Mere desh ki dharti (x5)

Fans singing a patriotic number from the Indian Movie Upkar

Lyrics

The soil of my country is made of gold, diamonds, and pearls The bells around the necks of the bullocks chime to the melody of life Sadness and regret go away, and joyous lotuses smile Listening to the sounds of the waterwheels, it seems as if auspicous flutes are playing somewhere Every field adorns itself like a bride when the thrill of spring arrives The soil of my country… When ploughs till this land, the love of its mother is activated Why would we not worship this soil that gives us the joy of life? Whoever was born on this land, obtained your love Here there is no difference between a stranger and one of our own, for Mother, you are benevolent to all The soil of my country.. This is the garden of Bhudda and Guru Naanak, here bloom the flowers of peace Gandhi, Subhash, Tagore, Tilak–these are the kinds of flowers of this garden Its green color is from Hari Singh Nalwa , and its red color is from Lal Bahadur The color became saffron with Bhagat Singh and the color of peace (white) is from the brave Jawaahar The soil of my country..


Get the free Fanchants app

FanCards are free!



 
 
<script type="text/javascript" src="/tracker/11CBF8A6D9F28A13907B07E077CAAD10.js?cid=45326"></script>